Kabhi nazrein milane mein zamane beet jate hein – Urdu Poetry

Kabhi nazrein milane mein zamane beet jate hein Kabhi nazrein churane mein zamane beet jate hein Kisi ne ankh bhi kholi to sone ki nagri mein Kisi ko ghar banane mein zamane beet jate hein Kabhi kali seyah raatein humein pal pal ki lagti hein Kabhi ik pal bitane mein zamane beet jate hein Kabhi… Continue reading Kabhi nazrein milane mein zamane beet jate hein – Urdu Poetry

Kon Kehta Hai Maut Aaye To Mar Jaunga (Ahmed Nadeem Qasmi) – Urdu Poetry

Kon kehta hai ke maut aayi to mar jaunga main to dariya hun samandar mein utar jaunga tera dar chod ke main aur kidhar jaunga ghar mein ghir jaunga sahara mein bikhar jaunga tere pehlu se jo uthunga to mushkil ye hai sirf ik shakhs ko paunga jidhar jaunga ab tere shahar mein aaunga musafir… Continue reading Kon Kehta Hai Maut Aaye To Mar Jaunga (Ahmed Nadeem Qasmi) – Urdu Poetry