आया दशहरा
In Hindi
विजय सत्य की हुई हमेशा,
हारी सदा बुराई है,
आया पर्व दशहरा कहता
करना सदा भलाई है.
रावण था दंभी अभिमानी,
उसने छल -बल दिखलाया,
बीस भुजा दस सीस कटाये,
अपना कुनबा मरवाया.
अपनी ही करनी से लंका
सोने की जलवाई है.
मन में कोई कहीं बुराई
रावण जैसी नहीं पले,
और अँधेरी वाली चादर
उजियारे को नहीं छले.
जिसने भी अभिमान किया है,
उसने मुँह की खायी है.
आज सभी की यही सोच है,
मेल -जोल खुशहाली हो,
अंधकार मिट जाए सारा,
घर घर में दिवाली हो.
मिली बड़ाई सदा उसी को
जिसने की अच्छाई है.
In English
Haari sada buraayi hai,
Aaya parv Dussehra kehata
karna sada bhalaayi hai.
Ravan tha dambhi abhimaani,
usane chhal-bal dikhalaaya,
bees bhuja dus sees kataaye,
apana kunaba marvaaya.
Apani hi karani se lanka
sone ki jalwaayi hai.
Mann mein koi kahin buraayi
Ravan jaisi nahi pale,
aur andheri waali chaadar
ujiyaare ko nahi chhale.
Jisane bhi abhimaan kiya hai,
usane muh ki khaayi hai.
Aaj sabhi ki yahi soch hai,
mel-jol khush haali ho,
andhakaar mit jaaye saara,
ghar ghar mein Diwali ho.
Mili badaayi sada usi ko
jisane ki achchhayi hai.
सत्य की जीत
दशहरा का तात्पर्य, सदा सत्य की जीत।
गढ़ टूटेगा झूठ का, करें सत्य से प्रीत॥
सच्चाई की राह पर, लाख बिछे हों शूल।
बिना रुके चलते रहें, शूल बनेंगे फूल॥
क्रोध, कपट, कटुता, कलह, चुगली अत्याचार
दगा, द्वेष, अन्याय, छल, रावण का परिवार॥
राम चिरंतन चेतना, राम सनातन सत्य।
रावण वैर-विकार है, रावण है दुष्कृत्य॥
वर्तमान का दशानन, यानी भ्रष्टाचार।
दशहरा पर करें, हम इसका संहार॥
– अजहर हाशमी
DUSSEHRA QUOTES IN HINDI…
1. “Har Pal Ho Sunehera Duniya Me Naam Ho Roshan Thumahara. Dushro Ko Dikhako Tum Kinara Yehi Sapna Hai Hamara”. HAPPY DUSSEHRA.
2. “Ravan Jalaao Burai Ko Aag Lagaao Achchai Ko Apnao Khub Pio, Khub Khao. HAPPY DUSSEHRA.
3. “Dussehra K Shubh Parva Apke Aur Apke Parivar Ke Jivan Me Sukh, Samradhi Aur Shanti Bhar De”. HAPPY DUSSEHRA.
4. “Phool Khile Khushi Aap K Kadam Chume, Kabhi Na Ho Dukho Ka Samna, Dhan Hi Dhan Aye Aap K Angana, Yahi Hai Dussehra K Shub Avsar Par Manokamna. HAPPY DUSSEHRA.
5. “Es Dussehra K Pavan Parv Par Sab Hasratein Puri Ho Aapki, Aur Aap Muskaraye Dil-o-Jaan se”. HAPPY DUSSEHRA.
6. “Dussehra Ka Ye Pyara Tyohar, Jiwan Me Laye Khusiya Apar, Shri Ram ji Kare Apke Ghar Sukh K Barsat”. HAPPY DUSSEHRA.
7. “Khushiyon Ka Tyohaar, Pyaar Ki Bauchaar, Mithaiyon Ki Bahar, Is Dussehra Ke Shubh Din Aapko Mile Khushiya Hazar Bar”. HAPPY DUSSEHRA.
8. “Jaise Ram Ji Ne Jeeta Lanka Ko, Waise App Bhi Jeeten Saari Duniya. Is Dussehra Mil Jayen App KO, Duniya Bhar Ki Saari Khushiyan. HAPPY DUSSEHRA.
9. “Jis Phool Ke Khilne Ki Dua Karte ho WO Ek Na Ek Din Jaroor Khilega Aradhna Karo Shri Ram Bhagwan ki Jo Mangoge WO Milega Jaroor”. HAPPY DUSSEHRA
10. “Dussehra Ke is Pawan Parw par Bhagwan Ram Apki Aur Apke Parivar ki Rakasha Kare”.HAPPY DUSSEHRA
11. “Jagat Paalan Haar Hai Bhagwan Ram, Mukti Ka Dham HaiBhagwan Ram, Hamari Bakti K Adhar Hai Bhagwan Ram, Ham Sab Ki Raksha K Avatar Hai Bhagwan Ram”. HAPPY DUSSEHRA
12. “Nav Deep Jale, Nav Phool Khile, Nit nayi Bahaar Mile, Dussehra Ke Iss Paavan Avsar Par Khusiya Mile Apko”. HAPPY DUSSEHRA